Magar ay chihra-e-hasti tray geso sanvar ay
Dar-o-devar ko takta hon tanhai k lamhon main
Kisi sorat ye dil sabhlay kisi pehlo krar ay
Ye kia k har taraf mahosyan tari hain gulshan main
Kiran umeed ki koi kahein say mustiar ay
Laho say apnay roshan kein jo hum nain dil ki kandelein
Petangay jan denay k liay devana var ay
Nahi wo multfit mudat say yaro ek qiyamat hy
Agar ay to ab kia hy, khizan ay , bahar ay
Shagufta bahur main lutf-e-sukhum goi ka kia kehna
Zameen pamal hoto sheer kia phir shahkar ay
.jpg)
0 comments:
Post a Comment