Tri is zulf-e-kafir ko saba nain tha ulat mara
Tamacha us nain tray monh ko q ulta ulat mara
Mila koh-e-mohbat kohkan k jab paseenay say
To phir na char apnay sar par ek tesha ulta mara
Na nikla matla-e-abro ka teray matla sani
K devan-e-hilali hum nain to sara ulta mara
Jo ghoray par hava k tha gharoor shah savari main
Zameen par us ko is gardoon nain day tapka ulta mara
Phaphola mat samjhna is ko tum saki mohbt nain
meray seenay pay saghir bhar k han dekha ulat mara

0 comments:
Post a Comment