Wo kon log thay un ka pata to karna tha
Mray laho main naha kar jinhain nikharna tha
Ye kia k loot bhi ay srab dekh k log
Wo tishnagi thi k patal tak utarta tha
Gli ka shoor dray ga deer tak mujh ko
Main sochta hon drechon ko vana karna tha
Ye tum nain unglyan kesay fgar kar li hain?
Mujhay to kheer lkeron main rang bharna tha
Wo hont thay k shafaq main nahai kirnain thin?
Wo ankh thi k khunak panyon ka jhurna tha
Gulon ki bat kabhi raz reh na sakti the
K nikhaton ko to har rah say guzarna tha

0 comments:
Post a Comment