Tera entzar bht kia, tera entzar bhi ab nahi
Tujhay kia khabar mah-o-sal nain hamin kesay zakham diay yahan
Teri yadgar thi ek khalash, tri yadgar bhi ab nhi
Na gilay rhay na guman rhay, na guzarishin hain na guftago
Wo nishat wada visal kia, hmin etbar bhi ab nahi
Kesay nazar dein dil-o-jan baham k nahi wo ka kul khum ba khum
Kesay har nafas ka hisab dain k shamim yar bhi ab nahi
Wo hajoom dil zadgan k tha, tujhay muyda ho k bikhar gia
Teray astanay ki kheer ho, sr-e-rah gubar bhi ab nahi
Wo jo apni jan say guzar gay anhein kia khabar hy k shehar main
Kisi jan nisar ka zikar kia koi sogvar bhi ab nahi

0 comments:
Post a Comment